FAQs

Kya custom furniture bhi order par tayyar kiya jata hai?

Ji haan. Apni pasand ka design, size aur color batayein — custom furniture order par tayyar kiya jata hai.

Furniture tayyar hone mein kitna waqt lagta hai?

Ye design aur order ki tafseel par munhasir hota hai. Order confirm karte waqt tayyari ka waqt aap ko bata diya jata hai.

Kya delivery poore Pakistan mein hoti hai?

Ji haan — delivery all over Pakistan available hai.

Warranty kitni milti hai?

Har furniture ke sath 10 saal ki warranty di jati hai.

Order kaise karna hai?

Bas WhatsApp par message karein: 0327 4112227. Design select karein, tafseel confirm karein aur aap ka order shuru ho jayega.

Scroll to Top